Tauba Tauba Lyrics - Raasta Man (2011)
![]() |
|
Tauba Tauba Song Lyrics
Aey tu
Mai na kar, mai ka ghar, khaali rahaa
Keh doon, jeb bhari, phir bhi
Sawaali rahaaAeynak kaali pehen ke
Jhaadi kare tu
Tauba tauba tauba tauba
Sote hue sher ko
Kaadi kare tu
Tauba tauba tauba taubaDuniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahi hai
Duniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahin haiItna toh bata tujhe baithe baithe
Chain nahin aata hai
Andheron mein aisa dooba
Noor tujhe nazar nahin aata haiAey tu
Mai na kar, mai ka ghar, khaali rahaa
Keh doon, shor kare
Bartan khaali rahaaAadat nahin razeel ko
Kapde pehnaaye toh
Pathar daal ke phaada kaise
Karta nahin karaata
Asteen utha ke mooh chupa ke bhaaga daudaDuniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahi hai
Duniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab reh ke bhi tere paas kuch nahin haiAisa baithe baithe apna hi nuksan tu karta hai
Doosron ki khushiyon mein
Jhaanke jhaanke badnaam marta haiAey tu
Mai na kar, mai ka ghar, khaali rahaa
Keh doon
Kehne ko ab toh kuch bhi naa rahaaDuniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahi hai
Duniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahin haiDuniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahi hai
Duniya mil jaaye phir bhi bas nahin hai
Sab rakh ke bhi tere paas kuch nahin hai.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.















