Aadmi Khilona Hai (Title) Lyrics - Aadmi Khilona Hai (1993)
![]() |
|
Aadmi Khilona Hai (Title) Song Lyrics
Song Duration: 03:21
Raatein dhalati nahi, din bhi niklta nahi
Usaki marzi bina patta hilta nahi
Rab jo chaahe wahi toh hona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hain
Rab jo chaahe wahi toh hona hain
Rab jo chaahe wahi toh hona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hainJina hain haske humein jeevan ka har pal
Koyi na jaane yaha kya ho jaaye kal
Jina hain haske humein jeevan ka har pal
Koyi na jaane yaha kya ho jaaye kal
Har khwaab yahaan pe sajona hain
Har khwaab yahaan pe sajona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hain
Rab jo chaahe wahi toh hona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hain
Aadmi khilona hain.
Note:
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.















