Jane Jaan Jane Jaan Lyrics - Anari (1993)
![]() |
|
Jane Jaan Jane Jaan Song Lyrics
Jaane jaan jaane jaan
Rab tere duhai
Yeh kaise judai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab teri duhai
Yeh kaise judaiKhoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja naTere liye gum sahu
Sare mein sitam sahu
Sajana sajana
Khud ko mitaungi mar ke deekhaungi
Balma balma
Kehta hai mera jiya
Mera tan man piya
Hai tera hai teraMane ya na mane koi
Jaane ya na jane koi
Tu mera tu mera
Bandha ko jise tode
Aisa nahi hai yeh bandanTere naam leekh dala mein to yeh mera jeevan
Bin tere na jee paun
Ghoot ghoot ke mein mar jaunJaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab tere duhai
Yeh kaise judaiKhoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja naSaari zindagani leekhun
Lahu se kahani leekhun
Pyaar ki pyaar ki pyaar ki
Kuch bhi zaamana kare
Yaadein na bhoolun
Yaar ki yaar kiRasmein jahan ki sab
Kasmein jahan ki
Tod dun tod dun tod dun
Tere liye saathi mere
Has ke mein sara jag
Chod dun chod dun
Zulmo ki saalokhon mein
Mujhko nahi hai aab rehna
Dard yeh beechadne ka
Mujhko nahi hai aab sahena
Kasti ka kinara hai
Tu mere sahara haiJaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab teri duhai
Yeh kaise judaiKhoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.










(4.29/5,7 Votes )




