Mera Mulk Mera Desh Lyrics - Diljale (1996)
![]() |
|
Mera Mulk Mera Desh Song Lyrics
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chamanIs ki mitti se bane tere mere yeh badan
Is ki dharti tere mere vaaste gagan
Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan
Jeene ka chalan
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chamanApne is chaman ko swarg hum banayenge
Kona kona apne desh ka sajayenge
Jashn hoga zindagi ka honge sab magan
Honge sab magan
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.















