Main Dilruba Hoon Lyrics - Hum Hain Lajawaab (1984)
![]() |
|
Main Dilruba Hoon Song Lyrics
Main dilruba hoon, saare shehar mein sabke dilon pe likha hai
Mera naam aur pata
Main dilruba, main dilruba, main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Main dilruba, main dilruba, main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba, main dilrubaNind agar udd jaaye kisi ki are chain agar udd jaaye kisika
Nind agar udd jaaye kisi ki are chain agar udd jaaye kisika
Ho log kahe mujhase ho na ho yeh hai kaam tera
Main dilruba, main dilruba, main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba, main dilrubaBaatein meri misri ki daliya, are aankhein meri jannat ki galiya
Baatein meri misri ki daliya, are aankhein meri jannat ki galiya
Ho ho inn galiyon meinjo aaya woh rasta bhul gaya
Main dilruba, main dilruba, main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
Ho ho ho main dilruba, main dilruba, main dilruba, main dilruba.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.
















