Jannat Jahan Lyrics - Jannat: In Search of Heaven... (2008)
![]() |
|
Jannat Jahan Song Lyrics
Hey suno na
Dil keh raha hai
Lalach badi kubsoorat bala hai
Aaye aye dekho na
Kiski duwa hai
Aasman chule jo uska Khuda haiRoj naya khwaab dede zindagi
Aise hasin sazza de..
Jannat jahan Jannat yahan
Jannat jahan Jannat yahanAye suno na
Duniya ko kya hai
Hum ne jo chaha
Hum ne woh kiya hai
Aye dehko na
Jadu yeh kya hai
Pathar ko chu ke mein ne sona kiya haiRoj naya khwaab dede zindagi
Aise hasin sazza de
Jannat jahan Jannat yahan
Jannat jahan Jannat yahanPaisa jeene ki dua
Paisa marne ka sama
Paisa ka jadoo ajabRoj naya khwaab dede zindagi
Aise hasin sazza de
Jannat jahan Jannat yahan
Jannat jahan Jannat yahanAye suno na
Aankho mein kya hai
Dil ne jo chaha dil ko sab mil gaya hai
Aye
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.
















