Ek Haseen Nigah Ka Lyrics - Maya Memsaab (1993)
![]() |
|
Ek Haseen Nigah Ka Song Lyrics
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai kaisi maya hai
Yeh maya haiEk haseen nigah ka dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai kaisi maya hai
Yeh maya haiPaaon ke tale kabhi dil padaa mile agar
Choom ke uthaiye, khoob dekh bhalkar
Khoob dekh bhalkar
Jo koi poochh le to kya, raah se uthaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai kaisi maya hai
Yeh maya haiChali gayi jo manchali pukarunga gali gali
Woh leke dil meri zindagi chali chali udhar chali
Woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaya hai
Woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai kaisi maya hai
Yeh maya haiTeri neeli aankhon ke bhanwar bade haseen hai
Doob jaane do mujhe yeh khwabon ki zameen hai
Utha do apni palkon ko, yeh parda kyon giraya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai kaisi maya hai
Yeh maya hai.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.










(4.29/5,7 Votes )




