Khan Kaa Gyaan Lyrics - Prem Kaa Game (2010)
![]() |
|
Khan Kaa Gyaan Song Lyrics
Yo listen up dudes and dudettes
Here comes the man who’s got it all
The looks, the brains, the power, the gyaan
Khan kaa gyaanHi main hoon wahi, jisne kabhi kisi se kaha tha
Ki ek garam chai ki payali ho aur usko pilaane wali ho
Wohi jisne kabhi kaha tha
Ki tere naam kiya hai, jeevan apna saara sang
Wohi jisne kisi se kaha tha
Kabhi kisis ki dulhaniya banogi, kya mujhse shaadi karogiMujhse shaadi karoge, life bana doongi
Lekin parde tak to theek hai, asal mein aa haMera gold record hai
Ek sawal hai jo jitni baar maine suna hai, woh duniya mein kisi ne nahin suna hoga
Kabh kar rahe ho, kabh kar rahe ho
Kabh kar rahe ho, kabh kar rahe ho
Kabh kar rahe ho
Pehle main ye sawal sunke bahut chidta tha, ab main bhidta hoon
Koi poochta hai kabh kar rahe ho, to main poochta hoon ki kab mare
Kab marun, kab marun, kab marunHai marr jaanva gurr kha ke
Teri layi ta maran nu vi tyaar aa
Tu ik vaari viah ta kar mere naalYo know bade se bada dude
Shaadi ke baad sab jude ho jaata hai
Shaadi ke din jo band bajta hai na
Woh to sirf shuruwaat hoti haiHamare saath lagan kar le, maza kar su
Really nice, really cool
He’s got it all, he ain’t no fool
Really hot and he’s got
Lots of style, that ain’t no primeChori ke aam ka har koi deewana hai
Jo pakda gaya woh chor hai
Jo bach gaya woh siyana
Jiski life mein wife naam ki knife hai
Uss se bach ke safe khel chahiye
Paise, paise, na naHai jaha ladki aur ladka ho
Wahan ladna to hoga hi na
Aur ye aaj ki baat nahi ye to tab se chala aa raha hai
Jab haaua ko kaaua bana ke
Aadam ne doosri ki ore kadam badaya tha
Adam of another madam, adam of another madamGhar mein jis pati ki dhaak nahin chalti
Wahan uski aank chalti hai
Samaj li jiye the wife ghar ki, ghar ki
To apne aap khul jaati nazar ki khidki
Khul jaati nazar ki khidki, nazar ki khidki
Khul jaati nazar ki khidkiKehte hain ki shaadi ke pehle mard adhoora hota hai
Correct, shaadi ke pehle mard adhoora hota hai
Aur shaadi ke baad finishAb kya hua lag gaya jhatka jabardast
Kab kar rahe ho, na na
Aur shaadi ke baad finish
Kab kar rahe ho, kab kar rahe ho
Karo karo arrey karo
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.














