Manzaraat Lyrics - Sikandar (2009)
![]() |
|
Manzaraat Song Lyrics
Ho manzaraat,ho manzaraat ghar aayi, hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise mukhade pe sharm aayi laali
Ho manzaraat ghar aayi, hatheliyon pe rangwaayi laaliKaisi uljhan tuti dhadkan, hasi mein maine dard chhupaaye
Raahon mein sabhi lamhe ajnabi, jaane kaha safar le jaaye
Bechaini ne tufaano se ,bechaini ne tufaano se saansein bhar daali
Ho manzaraat ghar aayi, hatheliyon pe rangwaayi laaliBole yeh kangana, baabul ka angana
Hai saare hi jahaan se pyaara
Janmo janam mujhe baabul yahi mile
Na rishta kabhi tute hamaara
Har ik gul ko,har ik gul ko, naajon se maane
Ho manzaraat, ho manzaraat ghar aayi, hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise mukhade pe sharm aayi laali
Ho manzaraat, ho manzaraat ghar aayi, hatheliyon pe rangwaayi laali.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.
















