Bandhan Kat Gaye Lyrics - Toote Khilone (1978)
![]() |
|
Bandhan Kat Gaye Song Lyrics
Bandhan kat gaye badal chat gaye
Patthar hat gaye raah ke
Bandhan kat gaye badal chat gayeChale aage aage diwana
Rahe kahi piche jamana
Laage na samay ka nishana
Mai chala lo mai chala
Mai chala lo mai chala huoo.. Huoo.. Huoo
Chale aage aage diwana
Rahe kahi piche jamana
Lagey na samay ka nishana
Mai chala mai chala mai chalaBandhan kat gaye badal chat gaye
Patthar hat gaye raah keHaan jise na ho chalna gavara
Kaho kare ham se kinara
Ruke nahi roke se dhara
Mai chala lo mai chala
Mai chala lo mai chala huoo.. Huoo.. Huoo
Haan jise na ho chalna gavara
Kaho kare ham se kinara
Ruke nahi roke se dhara
Mai chala mai chala mai chalaBandhan kat gaye badal chat gaye
Patthar hat gaye raah ke.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.













