Rokda Lyrics - Vicky Donor (2012)
![]() |
|
Rokda Song Lyrics
Phool yeh chhota saa
Dekho jab paudha bann jata hai
Paudha bann jata haiKhwahishon ka tokra
Bharne ka chaska lag jata hai
Chaska lag jaata haiYeh bhi laa do, woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na…
Aye aye o..Yeh khada, woh khada
Laao rokda, rokda rodkda
Yeh khada, woh khada
Laao rodkda… rokdaPaudha yeh chhota saa
Dekho jab perh bann jata hai
Perh ban jaata haiZindagi aish mein
Jeene ka chaska lag jaata hai
Lag jaata haiYeh bhi laa do, woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na…
Aye aye o..Yeh khada, woh khada
Laao rokda, rokda rodkda
Yeh khada, woh khada
Laao rodkda… rokdaIss lamhe mein yun simat gaya saa hai
Mera aaj aur kal
Haath mein ik haath ho
Yeh chaahe dil har palAnkahi baaton ka
Ankaha rang chadh jaata hai
Haa haa…Apno ko sirf apna hi
Samajhne ka chaska lag jaata hai
Lag jaata haiYeh bhi laa do, woh bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na…
Aye aye o……
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.
















