Aa Jaao Lyrics

in

"Aa Jaao" Song Details:

Label: Ankur Tewari
Singer(s):Blackstratblues, Ankur Tewari
Lyricist(s):Ankur Tewari
Composer(s):Blackstratblues, Ankur Tewari
Music Director(s):Ankur Tewari
Genre(s):Pop
Music Label:© Ankur Tewari

Aa Jaao Lyrics – Blackstratblues, Ankur Tewari

lyricsbogie.com
Aa jaao bin puche,
Bin puche koi sawaal,
Rasta hai awaara,
Gairkanooni se khayal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Aa jaao bin soche,
Bin liye koi nishan,
Rasta hai awaara,
Aahista se le udaa,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Sawaalon ke bazaaron mein dekho toh,
Milega na tumko koi jawab,
Talaashoge khojoge jitna bhi jo,
Bhool jaoge phir tum sawaal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain

Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain

Aa bhi jao na.

Aa Jaao Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *