Baarish Lyrics

in

"Baarish" Song Details:

Movie: Via Darjeeling (2008)
Singer(s):K. S. Chithra
Lyricist(s):Mrityunjay Kumar Singh
Composer(s):Prabuddha Banerjee
Music Director(s):Prabuddha Banerjee
Genre(s):Rain
Director(s):Arindam Nandy
Music Label:© Saregama
Starring:Kay Kay Menon, Sonali Kulkarni, Vinay Pathak, Sandhya Mridul, Rajat Kapoor, Rupam Islam
Release on:27th June, 2008

Baarish Lyrics – K. S. Chithra

lyricsbogie.com
Ghar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayi
Aur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayi
Ghar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayi
Hai hawa ke sang udati kuchh phuhaare titaliyon si
Aake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayi
Ghar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayi
Aur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayi

Sard raaton mein thikak kar baithe baahar raaston par
Sard raaton mein thikak kar baithe baahar raaston par
Puchati hai aate jaate logo se yeh kuchh ghabraaye
Baadalon mein kho chuki kuchh gaal par rakh kar hatheli
Apani hi bundon ki ladiyon mein khadi hai woh akeli
Bheega tan hai, nam hai aankhein phir bhi hasati khilkhilaake
Mere ghar mein haste gaate jaise hai woh rehane aaye
Hai hawa ke sang udati kuchh phuhaare titaliyon si
Aake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayi
Ghar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayi

Yaadon ki lekar khajaane, aayi sabko yeh manaane
Pochati hai gile haathon se meri bheege sisaane
Yaadon ki lekar khajaane, aayi sabko yeh manaane
Pochati hai gile haathon se meri bheege sisaane
Sabko bhulaake na jaane yeh jaaye kahaan
Khojati hai sabaki aankhein, kaun aaya tha yahaan pe
Sabka mann woh bharne aayi
Aur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayi
Aake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayi.

Baarish Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *