आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics

in

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics in Hindi (“आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये” हिंदी में) is a Hindi song composed by Munni Begum and sung by Munni Begum, with lyrics penned by Hassan Abbas Raza for soundtrack of the album Awargi Mein Had Se.

"Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye" Song Details:

Album/Label: Awargi Mein Had Se
Singer(s):Munni Begum
Lyricist(s):Hassan Abbas Raza
Composer(s):Munni Begum
Music Director(s):Munni Begum
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Times Music
Release on:15th April, 2013

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics – Munni Begum

आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

मुझसे बिछड़ कर इन दिनों किस रंग में है वो
मुझसे बिछड़ कर इन दिनों किस रंग में है वो
मुझसे बिछड़ कर इन दिनों किस रंग में है वो
ये देख ने रकीब के घर जाना चाहिये
ये देख ने रकीब के घर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

उस बूत से इश्क़ कीजिये लेकिन कुछ इस तरहा
उस बूत से इश्क़ कीजिये लेकिन कुछ इस तरहा
उस बूत से इश्क़ कीजिये लेकिन कुछ इस तरहा
पूछे कोई तो साफ़ मुकर जाना चाहिये
पूछे कोई तो साफ़ मुकर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

अफ़सोस अपने घर का पता हमसे खो गया
अफ़सोस अपने घर का पता हमसे खो गया
अफ़सोस अपने घर का पता हमसे खो गया
अब सोचना ये है के किधर जाना चाहिये
अब सोचना ये है के किधर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

बैठे है हरफासिल पे कुछ लोग ताक में
बैठे है हरफासिल पे कुछ लोग ताक में
बैठे है हरफासिल पे कुछ लोग ताक में
अच्छा है थोड़ी देर से घर जाना चाहिये
अच्छा है थोड़ी देर से घर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

रब्बे विशाल वस्ल का मौसम भी आ गया
रब्बे विशाल वस्ल का मौसम भी आ गया
रब्बे विशाल वस्ल का मौसम भी आ गया
अब तो मेरा नसीब संवर जाना चाहिये
अब तो मेरा नसीब संवर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

नादान जवानी का ज़माना गुज़र गया
नादान जवानी का ज़माना गुज़र गया
नादान जवानी का ज़माना गुज़र गया
अब आ गया बुढ़ापा सुधर जाना चाहिये
अब आ गया बुढ़ापा सुधर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये

बैठे रहोगे दस्त में कब तक हसन रज़ा
बैठे रहोगे दस्त में कब तक हसन रज़ा
बैठे रहोगे दस्त में कब तक हसन रज़ा
जीना अगर नहीं है तो मर जाना चाहिये
जीना अगर नहीं है तो मर जाना चाहिये
लेकिन कभी कभार
लेकिन कभी कभार तो घर जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये
आवारगी में हद से गुज़र जाना चाहिये.

Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Mujhse bichhad kar in dino kis rang mein hai woh
Mujhse bichhad kar in dino kis rang mein hai woh
Mujhse bichhad kar in dino kis rang mein hai woh
Ye dekh ne rakeeb ke ghar jana chahiye
Ye dekh ne rakeeb ke ghar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Puchhe koi toh saaf mukar jana chahiye
Puchhe koi toh saaf mukar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Ab sochna ye hai ke kidhar jana chahiye
Ab sochna ye hai ke kidhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

baithe hai harfasil pe kuch log taak mein
baithe hai harfasil pe kuch log taak mein
baithe hai harfasil pe kuch log taak mein
achha hai thodi der se ghar jana chahiye
achha hai thodi der se ghar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

rabbe visal vasl ka mausam bhi aa gaya
rabbe visal vasl ka mausam bhi aa gaya
rabbe visal vasl ka mausam bhi aa gaya
ab to mera naseeb sanwar jana chahiye
ab to mera naseeb sanwar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Nadaan jawaani ka zamana ghuzar gaya
Nadaan jawaani ka zamana ghuzar gaya
Nadaan jawaani ka zamana ghuzar gaya
Ab aa gaya budhapa sudhar jana chahiye
Ab aa gaya budhapa sudhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Baithe rahoge dast mein kab tak hasan raza
Baithe rahoge dast mein kab tak hasan raza
Baithe rahoge dast mein kab tak hasan raza
Jeena agar nahi hai toh mar jaana chahiye
Jeena agar nahi hai toh mar jaana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye.

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *