खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा Khuli Falak Mein Chali Lyrics

in

खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा | Khuli Falak Mein Chali Hindi Lyrics, is a Hindi song from the film Professor (1962), directed by Lekh Tandon and stars Shammi Kapoor, Kalpana and Lalita Pawar. Music composed by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi, the song is sung by Mohammed Rafi, with lyrics penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

"Khuli Falak Mein Chali" Song Details:

Movie: Professor (1962)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Composer(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s):Romantic
Director(s):Lekh Tandon
Music Label:© Saregama
Starring:Shammi Kapoor, Kalpana, Lalita Pawar
Release on:20th January, 1962

Khuli Falak Mein Chali Lyrics – Mohammed Rafi

ज़रा ठहरो
सदा मेरे दिल की ज़रा सुनते जा
खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा, बंद पलक में प्यार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल
आँखों में इक़रार की झलकी, होंठों पे इनकार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल

लिरिक्सबोगी.कॉम
जिस दिन से देखा तुमको, तुम लगे मुझे अपने-से
और आते रहे आँखों में
और आते रहे आँखों में
एक मन चाहे सपने से
समझ न आए, क्या जीता मैं और गया क्या हार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल
खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा, बंद पलक में प्यार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल

तुम प्यार छुपाके हारे, मैं प्यार जताके हारा
अब तो सारी दुनिया पे
अब तो सारी दुनिया पे
ज़ाहिर है हाल हमारा
पहुँचके इस मंज़िल पे
लौटना अब तो है दुश्वार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल
खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा, बंद पलक में प्यार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल

इसे मेरी बात ना समझो
क्या बनता है बात बनाके
कुछ कहना था मेरे दिल का हो
कुछ कहना था मेरे दिल का
जाता हूँ वही दोहरा के
ना हो यक़ीं तो पढ़कर देखो
आँखों में एक बार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल

खुली पलक में झूठा ग़ुस्सा, बंद पलक में प्यार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल
आँखों में इक़रार की झलकी, होंठों पे इनकार
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल
जीना भी मुश्किल, मरना भी मुश्किल.

Jara thehro, jara thehro
Sada mere dil ki zara sunate jaa
Khuli palak me jhutta gussa band palak me pyaar
Jeena bhi mushkil, marna bhi mushkil
Aankho me ikraar ki jhalke hontho me inkaar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil

Jis din se dekha tumko tum lage mujhe apne se
Aur aate rahe aankho me
Aur aate rahe aankho me
Ek mann chaahe sapne se
Samajh naa aaye kya jita main aur gaya kya haar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil
Khuli palak me jhuta gussa band palak me pyaar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil

lyricsbogie.com
Tum pyaar chhupa ke haare main pyaar jitaake haare
Abb toh saari duniya pe
Abb toh saari duniya pe
Jaahir hai hal hamaara
Pahunch ke iss manjil pe
Lautana abb toh hai dushvaar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil
Khuli palak me jhutta gussa band palak me pyaar
Jeena bhi mushkil, marna bhi mushkil

Ise meri baat naa samjho
Kya banta hain baat banaake
Kuch kahena tha mere dil ka ho
Kuch kahena tha mere dil ka
Jata hu wahi dohra ke
Naa ho yakeen to padh kar dekho
Aankhon main ek baar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil

Khuli palak me jhutta gussa band palak me pyaar
Jeena bhi mushkil, marna bhi mushkil
Aankho me ikraar ki jhalke hontho me inkaar
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil
Jeena bhi mushkil marna bhi mushkil.

Khuli Falak Mein Chali Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.