Shambhu Sutaya Song Lyrics
Riddhi siddhi vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti
Haan tere hi aane se
Morya moryaMann ke andhere kone mein
Jo daanav chhupa hai moreya
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah morya
Ganpati bappa morya
Pudhchya varshi lavkar yaLaakh koi de hunkaare
Laakh koi dhamkaye
Ho ho hum teri
Raahon pe chalte
Hum nahi rukne waaleMera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa sar
Ye jhukne naa dega
Morya re morya
Ganpati bappa
Shambhu sutaya
Shambhu sutaya
Lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Devaa ho hoSajjan ki aas durjan ka naash
Tu kaisa bindaas hai raja
Tu kaisa bindaas hai raja
Teri ho pooja phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja
Tu sabka vishwas hai raja
Yun sabhi devon
Ke aage ye sar
Jhuka hai morya
Par apna hai tu ghar pe
Humaare aaya hai morya
Morya re morya
Ganpati bappa
Shambhu sutaya
Shambhu sutaya
Lambodaray morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa moryaGan gan ganapati
Gajmukh mangal
Ghit ghire ghit
Ghire ghit ghire
Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra
Tund daani daata
Vighan haran shubh
Karan dhagina dha
Vighan haran shubh
Karan dhagina dha
Vighan haran shubh
Karan dhagina dha
Dhoom kite dhoom kite
Dhadhang dhadhang
Dhagina dha
Dhadhang dhadhang
Dhagina dhaMorya re morya
Ganpati bappa morya
Shambhu sutaya
Shambhu sutaya
Lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Devaa ho hoHey jal mein thal mein
Shristi shakal mein
Van mein ran mein
Kan kan mein
Taru mein kan mein
Gaj mein gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare
Rang buhaare
Chhal chhal chhalke
Har jag mein
Tej hai bal hai
Shakti prabal hai
Morya ke darshan
Mein re bappa
Morya ke darshan
Mein re deva
Morya ke darshan mein hey
Morya ke darshan mein ho.
Other Songs Lyrics from ABCD: Anybody Can Dance (2013)
- Sadda Dil Vi Tu Lyrics
- Man Basiyo Sanwariyo Lyrics
- Chandu Ki Girl Friend Lyrics
- Duhai Lyrics
- Sorry Sorry Lyrics
- Kar Ja Re Ya Mar Ja Re Lyrics
- Psycho Re Lyrics
- Bezubaan Lyrics
Advertisement
Related Songs Lyrics
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.