Movie Index# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Mai Is Masum Chehre Ko Lyrics - Baghi Shahzada (1964)

Baghi Shahzada (1964) Songs Lyrics

Movie/album: Baghi Shahzada (1964)

Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Song Lyricists: Noor Dewasi

Music Composer: Bipin Dutt

Music Director: Bipin Dutt

Genres: Romantic

Director: Maruti

Music Label: Saregama

Starring: Kishore Kumar, Kum Kum, Maruti, B M Vyas, Anwar Hussan, W M Khan

Mai Is Masum Chehre Ko Song Lyrics

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...Loading...

Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga

Gulabi hoth najuk se
Ye kala til hai ya katil
Ye mana zulfe nagin hai
Magar hai pyar ke kar
Agar bijli nigaho ki gire dil par
To kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga

Baharo me khararat hai
Nazaro me hai tikhapan
Ye kya hone laga mujhko
Ye tufa to hai uljhan
Shararat hai hawao me
Uda aanchal to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga

Ye bikhre se khayalo ka
Simatna hai bada mushkil
Phulo ka khud bhi kanto se
Lipatna hai bada mushkil
Bana lo aashiya apna
Jo kanto me to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga.


Tags: Mai Is Masum Chehre Ko song lyrics, hindi songs lyrics, Mai Is Masum Chehre Ko lyrics from movie Baghi Shahzada (1964), Mai Is Masum Chehre Ko hindi lyrics

Note:

Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.

Comments

Facebook Share