Movie Index# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Apno Mein Main Begaana Lyrics - Begaana (1986)

Begaana (1986) Songs Lyrics

Movie/album: Begaana (1986)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Anjaan

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Ambrish Sangal

Music Label: Saregama

Starring: Dharmendra, Kumar Gaurav, Rati Agnihotri

Release on: 18th July, 1986

Apno Mein Main Begaana Song Lyrics

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (48 votes, average: 3.15 out of 5)
Loading...Loading...

Nadan nasamjh
Pagal deewana
Sabko apna mana
Tune magar ye na jana
Matlabi hain log yahan
Par matlabi zamana
Matlabi hain log yahan
Par matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begaana
Begana begaana
Apno mein main begaana
Matlabi hain log
Yahan par matlabi zamana
Socha saya sath
Dega nikla wo begaana
Begaana begaana
Apno mein main
Begaana begaana

Khushiya churake gujare wo din
Kante chhipake bichhde wo din
Aankho se aansu bahane lage
Bahate ye aansu kahne lage
Ye kya huya ye kyu huya
Kaise huya maine na jana
Matlabi hain log yahan
Par matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begana
Begana begaana
Apno mein main
Begaana begaana

Zinda hai lashe murda zami hain
Jeene ke kabil duniya nahin hain
Duniya ko thokar kyu na laga doon
Khud apni hasti kyu na mita doon
Ji ke yaha ji bhar gaya
Dil ab to marne ka
Dhunde bhana
Matlabi hain log yahan
Par matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begaana
Begana begaana
Apno mein main begaana
Matlabi hain log yahan
Par matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begana
Begana begaana
Apno mein main
Begaana begaana.


Tags: Apno Mein Main Begaana song lyrics, hindi songs lyrics, Apno Mein Main Begaana lyrics from movie Begaana (1986), Apno Mein Main Begaana hindi lyrics

Note:

Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.

Comments

Facebook Share