Movie Index# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Diwali Ke Chiraagho Lyrics - Renuka (1947)

Renuka (1947) Songs Lyrics

Movie/album: Renuka (1947)

Singers: N/A

Song Lyricists: Qamar Jalalabadi

Music Composer: Sardar Malik

Music Director: Sardar Malik

Director: Ramesh Saigal

Music Label: Saregama

Starring: Afzal, Chanda, Vijaya Das, Hemavathi, Sashi Kapoor, Mubarak

Diwali Ke Chiraagho Song Lyrics

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading...Loading...

Diwali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Hame ishq sikha do
Duniya ke har insaan ko
Parwaana bana do
Diwaali ke chiraagho
Diwali ke chiraagho

Chhann chhann chhann chhann
Chhann chhann chhann chhann
Diwaali ke chiraagho
Andhera ye mita do
Diwaali ke chiraagho
Andhera ye mita do
Main jisko dhudhti hu
Mujhe us se milaa do
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho

Diwaali ke chiraagho
Patango ko jalaa do
Diwaali ke chiraagho
Patango ko jalaa do
Aur in ki khaakh se
Naya sansaar bana do
Aur in ki khaakh se
Naya sansaar bana do do
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho
Diwaali ke chiraagho

Diwaali ke chiraagho do
Meri kismet ko jagaa do do
Kisi film company ka
Mujhe hero bana do do
Kisi film company ka
Mujhe hero bana do do
Diwali ke chiraagho
Diwali ke chiraagho
Diwali ke chiraagho
Diwali ke chiraagho

Diwaali ke chiraagho
Meri maa ka pata do
Jis raah se wo guzri hai
Wo raah bataa do
Diwali ke chiraagho
Meri maa ka pata do.


Tags: Diwali Ke Chiraagho song lyrics, hindi songs lyrics, Diwali Ke Chiraagho lyrics from movie Renuka (1947), Diwali Ke Chiraagho hindi lyrics

Note:

Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.

Comments

Facebook Share