2 Jodi Tyre Lyrics – Shiva Choudhary
Badmaashi Aale Kshetron Mein Gaam Muska
Rola Kise Ka Bhi Ho Re Aave Naam Uska
Rishtedaariyan Ki Gelon Ke Bandhe Se Bair
Yo Toh Minne Mein Ghisa De Bairi Do-Do Jodi Tyre
Minne Mein Ghisa De Bairi Do-Do Jodi Tyre
Inne Chhadke Ne Gher Diya Chandigarh Shehar

Are Sheeshe Pe Re Saari Haana Jaali Re Laga Hai Gaadi
Chhod De Se Thaane Aage Taali Re Laga Hai Gail
Raakh Rakhe Tankhwaah Pe Kahin Ladke Ve
Toh Laag Ja Lohe Chamkaan Tadke
Bas Mann Shyam Baba Ne Yo Chhora Pada Zehar
Yo Toh Minne Mein Ghisa De Bairi Do-Do Jodi Tyre
Minne Mein Ghisa De Bairi Do-Do Jodi Tyre
Inne Chhadke Ne Gher Diya Chandigarh Shehar
Yo Toh Minne Mein Ghisa De Bairi Do-Do Jodi Tyre
Are Chaude-Chaude Tyre Aali Gaadi Raakhe Saiyaan
Bada Table Lambi-Lambi Dodi Raakhe Saiyaan Ji
Are Ban Ja Se Judge Re Yo Raaj Bhi Chala Ke
Gaadiyan Ki Baat Re Yo Jahaaz Bhi Uda De
Dandi Pe Ya Race Ke Padhar Mere Pair