Do Deewane Seher Mein (Title Track) Lyrics – Sonu Nigam, Aishwarya Bhandari
Aasmaan Se Is Jahaan Se
Do Dilon Ko Lena Hai Kya
Ek Dooje Mein Kahin Pe
Rehne Do Ye Dhoondhe Jagah
Ye Kinaare Chhod Ke Saare
Doobe Lehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Aadhe Soye Na Jaage Raat Din
Khwaabon Ke Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Hawa Ke Saath Ye Beh Rahe Hain Raah Mein
Aadhe Aadhe Se Yahaan Poora Hone Ki Chaah Mein
Jise Milkar Ye Lage Sab Kuch Hai Bas Wahi
Pehla Bhi Hai Wo, Wahi Ishq Hai Aakhri
Hain Musaafir Ek Din Aakhir Milenge Safar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Aadhe Soye Na Jaage Raat Din
Khwaabon Ke Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
Do Do Deewane Sh Sh Sh Shehar Mein
आसमां से इस जहां से
दो दिलों को लेना है क्या
एक दूजे में कहीं पे
रहने दो ये ढूंढे जगह
ये किनारे छोड़ के सारे
डूबे लहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
आधे सोए ना जागे रात दिन
ख्वाबों के शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
हवा के साथ ये बह रहे हैं राह में
आधे आधे से यहां पूरा होने की चाह में
जिसे मिलकर ये लगे सब कुछ है बस वही
पहला भी है वो वो ही इश्क है आखिरी
हैं मुसाफिर एक दिन आखिर मिलेंगे सफर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
आधे सोए ना जागे रात दिन
ख्वाबों के शहर में है
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
