यहीं गुज़ार दूँ Yahin Guzaar Doon Lyrics

in

Yahin Guzaar Doon Lyrics: “Yahin Guzaar Doon” is a new Hindi song, voiced by Amaal Mallik, Shreya Ghoshal. The song is composed by Amaal Mallik, with lyrics for Kunaal Vermaa.

 

"Yahin Guzaar Doon" Song Details:

Label: Amaal Mallik
Singer(s):Amaal Mallik, Shreya Ghoshal
Lyricist(s):Kunaal Vermaa
Music Director(s):Amaal Mallik
Genre(s):Love
Music Label:© Amaal Mallik

Yahin Guzaar Doon Lyrics – Amaal Mallik, Shreya Ghoshal

Ummm Aa

Iss Duniya Ke Andheron Mein
Jab Tu Mere Qareeb Aaya
Kuch Bhi Na Tha Inn Lakeeron Mein
Tab Tu Leke Naseeb Aaya

Kiya Hai Kitna Tune Mere Liye
Main Kahe Jo Tu, Toh Hans Ke Mar Jaaun

Jo Haath Yeh Rahe Tere Haath Mein
Main Saari Zindagi Yahin Guzaar Doon

Chale Bhi Jaaoge Toh Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhiri Yahin Guzaar Doon

Iss Duniya Ke Andheron Mein
Jab Tu Mere Qareeb Aaya
Kuch Bhi Na Tha Inn Lakeeron Mein
Tab Tu Leke Naseeb Aaya

Mujhe Yaad Hai Woh Din Aaj Bhi
Main Chalke Tere Paas Aaya Tha
Nahi Tha Koi Jahaan Mein Mera
Tune Hi Gale Lagaya Tha

Ho Mila Jo Tu Toh Har Khushi Mil Gayi Hai
Ab Iss Se Zyada Aur Kya Maangu

Jo Haath Yeh Rahe Tеre Haath Mein
Main Saari Zindagi Yahin Guzaar Doon

Chale Bhi Jaaogе Toh Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhiri Yahin Guzaar Doon

Koi Aisa Pal Jiya Hi Nahi
Jiss Mein Tera Naam Na Liya
Tere Ho Gaye Toh Humne, Sanam
Sab Se Faasla Bana Liya

Haan।। Tera Mera Safar Kabhi Na Khatam Ho
Bhale Hi Saanson Se Bichhad Jaaun

Jo Haath Yeh Rahe Tere Haath Mein
Main Saari Zindagi Yahin Guzaar Doon
Chale Bhi Jaaoge Toh Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhiri Yahin Guzaar Doon

उम्म आ
इस दुनिया के अंधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू ले के नसीब आया

किया है कितना तूने मेरे लिए
मैं कहे जो तू तो हँस के मर जाऊँ

जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ

चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ

इस दुनिया के अंधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू ले के नसीब आया

मुझे याद है वो दिन आज भी
मैं चलके तेरे पास आया था
नहीं था कोई जहाँ में मेरा
तूने ही गले लगाया था

हो मिला जो तू तो
हर खुशी मिल गई है
अब इस से ज़्यादा और क्या माँगूँ

जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ

चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ

कोई ऐसा पल जिया ही नहीं
जिस में तेरा नाम ना लिया
तेरे हो गए तो हमने सनम
सब से फ़ासला बना लिया

हाँ तेरा मेरा सफ़र कभी ना ख़त्म हो
भले ही साँसों से बिछड़ जाऊँ

जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ

Yahin Guzaar Doon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *