जीना नहीं मुझे Jeena Nahin Mujhe Lyrics

in

“Jeena Nahin Mujhe Hindi Lyrics | जीना नहीं मुझे”, is a Hindi song from the Indian film Pati Patni Aur Woh Do. The song has been sung by Amit Kumar and Anuradha Paudwal. The music of the song is composed by Laxmikant-Pyarelal and the lyrics are penned by Javed Akhtar. The film is directed by Mudassar Aziz and stars Wamiqa Gabbi, Ayushmann Khurrana and Rakul Preet Singh.

"Jeena Nahin Mujhe" Song Details:

Movie: Pati Patni Aur Woh Do
Singer(s):Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Lyricist(s):Javed Akhtar
Music Director(s):Laxmikant-Pyarelal
Genre(s):Playful
Director(s):Mudassar Aziz
Music Label:© T-Series
Starring:Wamiqa Gabbi, Ayushmann Khurrana, Rakul Preet Singh
Release on:15th May, 2026

Jeena Nahin Mujhe Lyrics – Amit Kumar, Anuradha Paudwal

Keh Do Ke Tum Ho Meri Warna
Jeena Nahin Mujhe Hai Marna
Keh Do Ke Tum Ho Meri Warna
Jeena Nahin Mujhe Hai Marna

Dekho Kabhi Na Aisa Kehna
Dekho Kabhi Na Aisa Karna
Yahi Ada Toh Ek Sitam Hai
Suno Tumhe Meri Kasam Hai

Keh Do Ke Tum Ho Meri Warna
Jeena Nahin Mujhe Hai Marna

Tum Aaj Mujhse Yeh Ek Waada Kar Lo
Phir Na Koi Tum Shararat Karoge
Jitni Mohabbat Main Karti Hoon Tumse
Mujhse Tum Utni Mohabbat Karoge
Mohabbat Karoge

Yahi Ada Toh Ek Sitam Hai
Suno Tumhe Meri Kasam Hai

Keh Do Ke Tum Ho Meri Warna
Jeena Nahin Mujhe Hai Marna

Kal Dil Dukhaya Tha Maine Tumhara
Is Baat Ka Aaj Tak Mujhko Hai Gham
Yeh Soch Ke Maaf Kar Dena Mujhko
Meri Yeh Pehli Mohabbat Hai Jaanam
Mohabbat Hai Jaanam

Yahi Ada Toh Ek Sitam Hai
Suno Tumhe Meri Kasam Hai

कह दो के तुम हो मेरी वरना
जीना नहीं मुझे है मरना
कह दो के तुम हो मेरी वरना
जीना नहीं मुझे है मरना

देखो कभी ना ऐसा कहना
देखो कभी ना ऐसा करना
यही अदा तो एक सितम है
सुनो तुम्हें मेरी कसम है

कह दो के तुम हो मेरी वरना
जीना नहीं मुझे है मरना

तुम आज मुझसे यह एक वादा कर लो
फिर ना कोई तुम शरारत करोगे
जितनी मोहब्बत मैं करती हूँ तुमसे
मुझसे तुम उतनी मोहब्बत करोगे
मोहब्बत करोगे

यही अदा तो एक सितम है
सुनो तुम्हें मेरी कसम है

कह दो के तुम हो मेरी वरना
जीना नहीं मुझे है मरना

कल दिल दुखाया था मैंने तुम्हारा
इस बात का आज तक मुझको है ग़म
यह सोच के माफ़ कर देना मुझको
मेरी यह पहली मोहब्बत है जानम
मोहब्बत है जानम

यही अदा तो एक सितम है
सुनो तुम्हें मेरी कसम है

Jeena Nahin Mujhe Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *