Hum Mile The Jahan Lyrics – Mohit Chauhan
Yeh Wahi Mod Hai Ham Mile The Jahan
Tumse Pehli Dafa Yaad Hai
Kuch Kadam The Chale Hamsafar Ki Tarah
Aaj Bhi Woh Ghadi Saath Hai
Khushnuma Shaam Thi
Bas Tere Naam Ki
Hai Kaafila Khwaab Ka
Aankhon Mein Thehra Hua
Mere Din Raat Mein
Zikr Hai Bas Tera
Aur Tujhse Sabhi Rang Hai
Zindagi Mein Kami Na Rahi Saathiya
Is Tarah Tu Mere Sang Hai
Dekhta Hoon Jidhar
Tu Hi Aaye Nazar
Hai Kaafila Pyaar Ka
Saanson Mein Thehra Hua
Har Dua Hai Meri Bas Tere Hi Liye
Tu Hi Aagaaz-o-anjaam Hai
Is Jahan Se Mera Rishta Koi Nahi
Ek Tujhe Se Mujhe Kaam Hai
Bekhabar Yeh Zameen
Bekhabar Aasman
Hai Kaafila Pyaar Ka
Saanson Mein Thehra Hua
ये वही मोड़ है हम मिले थे जहां
तुमसे पहली दफ़ा याद है
कुछ कदम थे चले हमसफ़र की तरह
आज भी वो घड़ी साथ है
खुशनुमा शाम थी
बस तेरे नाम की
है काफिला ख्वाब का
आँखों में रुका हुआ
मेरे दिन रात में
ज़िक्र है बस तेरा
और तुझसे सभी रंग है
जिंदगी में कमी न रही साथिया
इस तरह तू मेरे संग है
देखता हूं जिधर
तू ही आई नजर
है काफिला प्यार का
सांसों में ठहरा हुआ
हर दुआ है मेरी बस तेरे ही लिए
तू ही अगाज़-ओ-अंजाम है
इस जहां से मेरा रिश्ता कोई नहीं
एक तुझसे मेरा काम है
बेख़बर ये ज़मीन
बेखबर आसमान
है काफिला प्यार का
सांसों में रुका हुआ
