Maaye Meriye Lyrics – Mannu Ssingh
Tere Laal Hue Hain Laal Lahu Luhan Teri Galiyan
Tere Laal Hue Hain Laal Lahu Luhan Teri Galiyan
Jholi Mein Teri Chupa Le Lahu Tu Luhan Teri Galiyan
Dar Lagta Hai Andhera Hai Laga Le Gale Tu Basera Hai
Maaye Meriye Maaye Meriye
Maaye Meriye Maaye Meriye
Maaye Meriye Maaye Meriye
Chal Ho Gayi Khatam Kahani Aayi Na Sham Suhani
Tera Aanchal Chhoota Maine Na Dekh
Rasta Na Dekh Aavaein Main Laut Ke Ghar Nahi Aana
Tera Haath Hai Chootha Maaye Meriye
Dar Lagta Hai Andhera Hai Laga Le Gale Tu Basera Hai
Maaye Meriye Maaye Meriye
Haath Padh Le Maaye Meriye
Maaye Meriye Maaye Meriye
Haath Padh Le Maaye Meriye
Lagta Hai Andhera Hai Laga Le Gale Tu Basera Hai
Maaye Meriye Maaye Meri Ye Maaye Meriye
