Kehna Chahta Hoon Lyrics – Mustafa Zahid
Main Teri Aankhon Se Kehna Chahta Hoon
Main Teri Aankhon Mein Rehna Chahta Hoon
Kabhi Zindagi Jo Mujhe Mil Gayi
Kabhi Raat Yoon Din Mein Jo Dhal Gayi
Kabhi Dil Mera Muskuraane Laga
Kabhi Gham Bhi Toh Paas Aane Laga
Main Tere Dil Se Kehna Chahta Hoon
Main Tere Dil Mein Hi Rehna Chahta Hoon
Teri Aankhon Se Kehna Chahta Hoon
Main Teri Aankhon Mein Rehna Chahta Hoon
Yoon Hi Ajnabi Sa Hua Raasta
Yoon Hi Phir Ruka Dil Ka Yeh Qaafila
Yoon Hi Dil Jala Yoon Hi Dil Bujha
Yoon Hi Jeene Ka Faisla Phir Hua
Main Tere Hone Se Kehna Chahta Hoon
Main Tera Jaane-jahaan Hona Chahta Hoon
Main Teri Aankhon Se Kehna Chahta Hoon
Main Teri Aankhon Mein Rehna Chahta Hoon
मैं तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
कभी ज़िंदगी जो मुझे मिल गई
कभी रात यूँ दिन में जो ढल गई
कभी दिल मेरा मुस्कुराने लगा
कभी ग़म भी तो पास आने लगा
मैं तेरे दिल से कहना चाहता हूँ
मैं तेरे दिल में ही रहना चाहता हूँ
तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
यूँ ही अजनबी सा हुआ रास्ता
यूँ ही फिर रुका दिल का ये क़ाफ़िला
यूँ ही दिल जला यूँ ही दिल बुझा
यूँ ही जीने का फ़ैसला फिर हुआ
मैं तेरे होने से कहना चाहता हूँ
मैं तेरा जाने-जहाँ होना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
