Jagmaga Lyrics – Madhubanti Bagchi
Teri Rooh Ki Roshni Se Ho Jaye Roshan Ye
Teri Zid Ki Jhilmilahat Se Jhilmilaye Aasman
Tujh Mein Jo Noor Ho Andheron Se Door Ho
Yahi Dil Ki Hai Dua
Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga
Ham Saath Hain to Raahein
Jugnuon Si Jag Rahi Hain
Aaj Ki Saari Khushiyan
Dugni Si Lag Rahi Hain
Ujalon Ki Gungunahat Aisi
Rabab Ki Taaron Jaisi
Muskurahat Ki Chamak Ab Goonje Door Tak
Yahi Dil Ki Hai Dua
Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Sitaron Ki Tarah
Jagmaga Shararon Ki Tarah
Jagmaga Chirage Sham Sa
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga
Jagmaga Jagmaga
