Enamorado Lyrics

in ,

Enamorado Lyrics: This Hindi Pop song is recorded by King, Nishant Mukta and Zero Chill from the album So Lost, So Found. The music of “Enamorado” Hindi song is composed by Zero Chill, while the lyrics are penned by King and Nishant Mukta.

"Enamorado" Song Details:

Label: King
Singer(s):King, Nishant Mukta, Zero Chill
Lyricist(s):King, Nishant Mukta
Music Director(s):Zero Chill
Genre(s):Pop
Music Label:© King
Release on:22nd October, 2026

Enamorado Lyrics – King, Nishant Mukta, Zero Chill

Hamar Ratiya Mein Nindiya Udayi La
Please Akhiyan Se Akhiyan Milayi La

Tere Liye Jo Suit Silta Darzi
Usmein Laga Doon Sitaare
Jo Kare Na Woh Time Pe Jaake Delivery
Main Phaad Doon Na Saare

Khaane Ki Jo Bhi Cheez Na Ho Pyaari
Hata Doonga Main Zindagi Se Saari
You’Re Someone Baby You’Re Not Anybody Else
Tere Bina I’M So Alone

Hell No! You’Re Not Side Chick
Mili Sahi Waqt Pe Aur Sahi Pehna Fit
Mera Time Bhi Sahi Hai Diamonds Shining on My Wrist
Sach Kar Sakta Hoon Cheezein You’Re Not Sure Even Exist

Mujhe Toh Teri Hai Khumaari
Baaki Aage Teri Marzi
Paisa Pyaar Pe Uda Dein
Pakka Hum Banenge Karzi

Mujhe Na Koi Parwaah Hai
Phir Se Chhaap Lega Raja Gaddi
Dil Bhi Ye Tera Ho Chuka Hai
Main Mazaak Nahi Kar Raha Sacchi

Hamar Pyaas Hi Gori Kabho Bujhe Na
Aur Aakaash Mein Kuchho Ab Soojhe Na
Kaune Kuthwa Mein Chidiya Lu Kahi Lu Saajan
Kaahe Raja Ji Se Bola Tu La Gayilu Lagan

Hamar Ratiya Mein Nindiya Udayi La
Please Akhiyan Se Akhiyan Milayi La
Raati Kamra Mein Batiya Bujayi La
Gori Ban Gayilu Hamre Lugai Ja

Ab Aage Hum Batai Ki Hum Na Batai
to Lips Laage Baby Humke Ras Malai
Ji Tu Na Rahalu Karat Rahi Hum Race Gori
Tu Baitha Shotgun Pe Hum Gaadi 200 Baar Bhagayi

Aaj Bhagayi Kal Bhagayi Roz Bhagayi La
500 Ke Gaddi Mein Hum Aag Lagayi La
Isse Zyaada Bolunga Toh Ye Launde Apni Nas Kaatenge

Hamra Ke Taare Ba Khumaari Baaki Aage Taar Marzi
Laagal Ba Ishq Ke Beemaari Ilaaj Chaahi Gori Jaldi
Baate Na Koi Parwaah Raja Chhaap Le Phiru Gaddi
Dil Churayi Ke Udaayi Tero Nindiya to Kaahe Babuni

Mujhe Toh Teri Hai Khumaari
Baaki Aage Teri Marzi
Paisa Pyaar Pe Uda Dein
Pakka Hum Banenge Karzi

Mujhe Na Koi Parwaah Hai
Phir Se Chhaap Lega Raja Gaddi
Dil Bhi Ye Tera Ho Chuka Hai
Main Mazaak Nahi Kar Raha Sacchi

Enamorado Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.