Kaise Kahoon Lyrics – Prateeksha Srivastava
Kaise Kahoon Main Tumhein
Kaise Kahoon Main Tumhein
Baithe Bithaye Yaad Teri Aaye
Kyun Bewajah Bewaqt Hai Sataye
Baatein Laakhon Hai Tumse Karni
Nazdeeki Yaad Dil Le Jaaye
Kaise Kahoon Main Tumhein
Kaise Kahoon Main Tumhein
Jazbaat Ye Ankahe
Kaise Kahoon Main Tumhein
Haar Tujhse Hi Baatein
Tujhse Hi Saari Baatein
Chaahon Mein Karna
Khwaabon Mein Bhi Tu Sataye
Baahon Mein Teri Baahein
Kaisa Ye Darna
Pehle Kabhi Katraya Mann Ye Mera to Nahi
Ab Jude-Jude Jo Tere Sang Ye Khwaab Hai
Mere Sang Main Tere Yun Guzaar Doon Zindagani Meri
Din Ye Nikharne Lage Baatein Taaron Se Karne Lage
Tere Aane Se Dekho Na Hum to Savarne Lage
Kaise Kahoon Main Tumhein
Kaise Kahoon Main Tumhein
Jazbaat Ye Ankahe
Kaise Kahoon Main Tumhein
Haar Tujhse Hi Baatein
Tujhse Hi Saari Baatein
Chaahon Mein Karna
Khwaabon Mein Bhi Tu Sataye
Baahon Mein Teri Baahein
Kaisa Ye Darna
