Saajan O Saajan Lyrics – Harini Ivaturi
Saajan O Saajan Mere Pyaare Pyaare Saajan
Dil Mein Mere Ho Tum Hi Base Haay
Meri Saari Mannaton Ki Neemat Banke
Maang Mein Saje Sindoor Se
Mai Bas Tumhaari Hoon Khud Ko Main Haari Hoon
Sab Kuch Main Haari Hoon Tum Mere Yaar
Mai Tum Mein Tum Mujh Mein Aise Samaaye Ho
Ek Din Bhi Nahi Jeena Tere Bina
Saajan O Saajan Mere Pyaare Pyaare Saajan
Dil Mein Mere Ho Tum Hi Base Haay
Meri Saari Mannaton Ki Neemat Banke
Maang Mein Saje Sindoor Se
Mujhe Kuch Bhi Ho Jaaye Toh
Baith Jaata Dil Tumhaara
Bhaage-Bhaage Tum Aate Ho
Dard Hai Jo Mujh Ko Hota
Ankh Bhar Aa Tumhaari
Neend Chain Sab Kho Jaata Hai
Jitna Pyaar Tum Mujhse Karte Ho Mere Hamdam
Badle Mein Kyun Na Rakho Dil Mein Tum Hai Hardam
Chahti Hoon Palkon Par Main Tumko Bithaye Rakhna
Hardam Main Jisse Tumko Nihaaroon
Saajan O Saajan Mere Pyaare Pyaare Saajan
Dil Mein Mere Ho Tum Hi Base
Meri Saari Mannaton Ki Neemat Banke
Maang Mein Saje Sindoor Se
Saajan O Saajan Mere Pyaare Pyaare Saajan
Dil Mein Mere Ho Tum Hi Base
Meri Saari Mannaton Ki Neemat Banke
Maang Mein Saje Sindoor Se
