Main Nai Jaana Lyrics – Mamta Sharma
Main Nai Jaanajaanajaana
Jaana Ni Maaye
Main Nai Jaanajaanajaana
Jaana Ni Maaye
Ho Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Ho Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Weekend Baad Ni Maaye
Ho Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Ho Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Weekend Baad Ni Maaye
Maine Sajna Ki Kardi
Miss Call Ni Maaye
Maine Sajna Ki Kardi
Miss Call Ni Maaye
Maine Sajna Ki Kardi
Miss Call Ni Maaye
Unse Kehdo
Karni Party Full Week Ni Maaye
Unse Kehdo
Karni Party Full Week Ni Maaye
Doli Bheje Sajan
Weekend Baad Ni Maaye
Ho Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Weekend Baad Ni Maaye
Monday Early Morning Mein
Saasu Ma Ka Aaya Call
Boli Maching Jewellery Hai
Beti Maine Bheji All
Tuesday Ko Sasur Ji Ne Bhi
Bheja Humko Smily Face
Neeche Likkha Aao Jaldi
Bahu Tumhara Ho Raha Wait
Maine Kiya Flight Mode Apna Mobile Ni Maaye
Maine Kiya Flight Mode Apna Mobile Ni Maaye
Maine Kiya Flight Mode Apna Mobile Ni Maaye
Unse Kehdo Aaj Hai Ladies Sangeet Ni Maaye
Unse Kehdo Aaj Hai Ladies Sangeet Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Weekend Baad Ni Maaye
Main Nai Jaana
Nai Jaana Sasural Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Weekend Baad Ni Maaye
Wednesday Ko Devar Ji Bole
Thursday Ko Aayenge
Friday Ki Shaam Bhabi
Movie Dekhne Jayenge
Phir Aaya Sandesa Mujhko
Sajna Ji Ki Orr Se
Book Kara Li Hai Ticket Bhi
U.K. Travel Tour Se
Maine Kiye Saare Apne Cancel Plan Ni Maaye
Maine Kiye Saare Cancel Apne Plan Ni Maaye
Maine Kiye Saare Cancel Apne Plan Ni Maaye
Main Ton Challi Leke Apna Luggage Ni Maaye
Challi Challi Leke Apna Luggage Ni Maaye
Hai Manana Weekend Sajna De Naal Ni Maaye
Main Te Jaana Haan Jaana
Hubby Naal Ni Maaye
Unse Kehdo Doli Bhejen Turant Ni Maaye
Main Te Jaana Haan Jaana Sasural Ni Maaye
Doli Bheje Sajan Ji Turant Ni Maaye
Main Te Jaana Jaana Jaana
Ho Main Te Jaanajaanajaana
Doli Bheje Sajan Ji Turant Ni Maaye
