Sukhad Matrubhumi Apni Lyrics – Parshuram, Zohrabai Ambalewali
Pyari pyari pyari pyari ye
Sukhad matrubhumi apni
Ye sukhad matrubhumi apni
Pyaari pyari pyari pyari
Aaryavrat hai sunaam jiska
Aaryavrat hai sunaam jiska
Shobha jag se nyari shobha
Jag se nyari pyari pyari
Ek anek bhaye jab
Milke tirath attal pukari
Aaj hai vishwamrit ke
Jinse aag tapasya haari
Kathin tapasya dekh rishi
Ki indradev gaye haari
Tap todan surpur se bheji
Sughar menka naari sughar menka
Prem ki pyasi bani ban waasi
Ban mein tumhare aayi
Ban mein tumhare aayi
Nain khol dekho bairaagi
Nain khol dekho bairaagi
Bairagan kya layi bairagan kya layi
Main rukhmani tum gyaan
Jayi main vilas tum vanvasi
Prem bina sab gyan adhura
Prem bina sab gyan adhura
Mat bhulo sanyasi mat bhulo sanyasi
Ek prem ki pyasi bani banwasi
Ban mein tumhaare aayi
Nain khol dekho bairagi
Bairagan kya layi bairagan kya layi
Indra ki mohini sohni maa bani
Ek kanya ka sundar use phal mila
Lage tap mein aur woh chali swarg ko
Maar man aur pathar sa mann ko bana
Jaanewale toh sab apni raah chale
Ek musafir naya kiska mehmaan raha
Maharshi kanva ne dekha daana liye
Ek panchi jo udkar kahi ko chala
Lekar pura patta haal dekha kabhi
Aaya kichad mein sundar kamal pada
Jisne maya phir se faasa unhe
Aaj banana pada uska paalak pita
Woh shakun se phali bani shakuntala
Bholi aashram mein ja jaise kalplata
Kanva rishi ke ashram mein
Woh vandevi sukumari
Seva murat bankar dole
Santan ko sukhkari santan ko sukhkari
Vo hi kanya shakuntala jin vishvamitra vikari
Kanva muni kar paalan uska apni kari dulaari
Aisi tapasvi jinki karni unchi jagat manjhari
Unki kanya kare na kaise jag mein naam ujari
Band karo meri vipda bhari janm kahani.