Dil Me Kayi Armaan Lyrics – Aman Trikha
English
Dil mein kayi armaan bikhre huye hain
Yaadon ki chaadar mein lipte huye hain
Zindagi yeh jaise tham si gayi hai
Zinda hoon main phir bhi kiske liye
Dil mein kayi armaan bikhre huye hain
Yaadon ki chaadar mein lipte huye hain
lyricsbogie.com
Zindagi yeh jaise tham si gayi haiZinda hoon main phir bhi kiske liye
Kaisa yeh saagar kinara nahin
Mujhko kisi ka sahara nahin
Kaisa yeh saagar kinara nahin
Mujhko kisi ka sahara nahin
Sapne yun toote hain
Apne yun roothe hain
Sapne yun toote hain
Apne yun roothe hain
Jaaun toh jaaun kahaan
Dil mein kayi armaan bikhre huye hain
Yaadon ki chaadar mein lipte huye hain
Zindagi yeh jaise tham si gayi hai
Zinda hoon main phir bhi kiske liye.