Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics

in

"Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin" Song Details:

Movie: Man Mandir
Singer(s):Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Masti
Director(s):Tapi Chanakya
Music Label:© Saregama
Starring:Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman, Sudesh Kumar
Release on:20th May, 1971

Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar

Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

lyricsbogie.com
Anhkyo ko takrane
Do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute
Na pyar jawan ho jane do
Ankhiyo ko takrane
Do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute
Na pyar jawan ho jane do
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare
Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare

Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja aaja nahin
Aa aaja aaja nahin.

Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *