Aa Mein Bataoon Lyrics

in

“Lyrics of Aa Mein Bataoon”, is a Hindi song from the Hindi film Qawwali Ki Raat, directed by Durgesh Kumar and P.L. Santoshi and stars Mumtaz and Kanwaljit Singh . Music composed by Iqbal Qureshi, the song is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi, with lyrics penned by Shewan Rizvi.

"Aa Mein Bataoon" Song Details:

Movie: Qawwali Ki Raat
Singer(s):Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Shewan Rizvi
Composer(s):Iqbal Qureshi
Music Director(s):Iqbal Qureshi
Genre(s):Dance
Director(s): Durgesh Kumar, P.L. Santoshi
Music Label:© Saregama
Starring:Mumtaz, Kanwaljit Singh

Aa Mein Bataoon Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aa main bataaun tu hai kyaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa
Samjha hai mujhko utna hi
Jisko jitna zarf milaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa

Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Mast huaa bejaam ke main
Naam liyaa jab saaqi ka
Naam liyaa jab saaqi ka
Dekh liyaa jab saaqi ko
Hosh ganwaayaa baaqi ka
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa

Zulfon ko tu baadal jaanaa
Aankh ko samjha maikhaanaa
Akl setu hai begaanaa
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Meri iss ruswaayi mein
Tera bhi hai afsaanaa
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana

Yoon na udaati chal aanchal
Deewaane se bach ke chal
Nikla hai na niklegaa
Zulf ka kham aur mera bal
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa.

Aa Mein Bataoon Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *