Aadat Lyrics

in

"Aadat" Song Details:

Label: Raftaar
Singer(s):Jubin Nautiyal, Raftaar, Shirley Setia
Lyricist(s):Amit Kumaran
Composer(s):Sukumar Dutta
Music Director(s):Sukumar Dutta
Music Label:© Raftaar

Aadat Lyrics – Jubin Nautiyal, Raftaar, Shirley Setia

Neend hai tu,
Tu khaab mera,
Tuhi raaton ki subha,
Manzil tu,
Tu zid hai meri,
Tu junoon ban gaya

Aadat hai tu
Saanson ki tarah,
Ho aadat hai tu
Aadat ki tarah

Raftaar…tere sang main hoon,
Mere sang tu hai,
Tere mere beech mein doori nahi hai, na
Yahan tere mere siwa koi nahi
Phir bhi tu mere liye majburi nahi hai
Naa.

Hota bhi jo koi aur toh,
Gaur na karta main uspe zara bhi,
Pyar hai tujhse mujhe,
Toh zarurat nahi kisi aur wajah ki
Ab sara waqt hai saath mein,
Haath tera mere haath mein,
Yahan duja aur koi nahi,
Phir bhi zikar karunga tera,
Har ek baat mein.

Dono ek raastey par chalty hai waoo..
Chhode pareshani kal pe hai yeahh..
Iss duniya mai jo dil naa lagey too,
Chal dono apni ye dunia badal dein

Waqt hai tu,
Tu pal hai mera,
Tuhi mera har lamha
Shor hai tu,
Tu khaamoshi,
Tuhi rawaan har jagah.

lyricsbogie.com
Aadat hai tu saasion ki tarah
Ohh aadat hai tu, aadat ki tarah
Oohh…
Aadat hai tu saasion ki tarah
Ohh aadat hai tu, aadat ki tarah
Oohh…

Aadatt..

Aadat Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.