Aaj Kal Lagta Nahin Dil Lyrics

in

"Aaj Kal Lagta Nahin Dil" Song Details:

Movie: Shohrat (1996)
Singer(s):Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s):Rani Malik
Composer(s):Nikhil, Vinay Tiwari
Music Director(s):Nikhil, Vinay Tiwari
Genre(s):Romantic
Director(s):Sathish Ranjan
Music Label:© Venus Records
Starring:Mahesh Anand, Aparajita, Asrani, Mohnish Bahl, Sudesh Berry, Bindu, Raja Duggal, Bharat Kapoor, Satyendra Kapoor, Anupam Kher, Madhoo, Navneet Nishan, Subbiraj, Dalip Tahil, Varsha Usgaonkar
Release on:28th June, 1996

Aaj Kal Lagta Nahin Dil Lyrics – Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal, aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal

lyricsbogie.com
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Man mein hai har pal halachal
Halachal halachal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Man mein hai har pal halachal
Halachal halachal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal

Haal hoga aisa jo hoti khabar ye
Kabhi na milate tumse nazar ye
Haal hoga aisa jo hoti khabar ye
Kabhi na milate tumse nazar ye
Tere kya huye sanam hum na rahe hum
Tere kya huye sanam hum na rahe hum
Aasar mere gaye badal gaye badal aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal

Apna hi dil ho gaya hai paraya
Jab se hai tumne apna banaya
Apna hi dil ho gaya hai paraya
Jab se hai tumne apna banaya
Sapne gulabi hai armaan sharabi hai
Sapne gulabi hai armaan sharabi hai
Mehka lage hai har pal har pal aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal

Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Mann mein hai har pal halachal
Halachal halachal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Aaj kal lagta nahin dil aaj kal
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Jab se hai pyar hua dil beqarar hua
Mann mein hai har pal halachal
Halachal halachal.

Aaj Kal Lagta Nahin Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.