Aaj Yaar Ke Nazaare Lyrics

in

"Aaj Yaar Ke Nazaare" Song Details:

Movie: Badmashon Ka Badmash (1979)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Munsif
Composer(s):Hansraj Behl
Music Director(s):Hansraj Behl
Genre(s):Masti
Director(s):Satish Bhakri
Music Label:© Saregama
Starring:Satish Kaul, Bhavna Bhatt, Raza Murad, Madan Puri, Rajendra Nath
Release on:1st January, 1979

Aaj Yaar Ke Nazaare Lyrics – Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha, rab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha, rab dekha
Vo bhi dekha to, vo bhi
Dekha to yaar ke sabab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha rab dekha
Aaj yaar ke

Us rab sa najara hai anokhe yaar ka
Chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta
Us rab sa najara hai anokhe yaar ka
Chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta
Dil chalne ka dang hai ajab dekha
Rab dekha aaj yaar ke
Najaare yaaro rab dekha
Rab dekha, aaj yaar ke

Julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padhti hai
Jaise bijhali ke sath gataye ladti hai
Julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padhti hai
Jaise bijhali ke sath gataye ladti hai
In aankho ne in aankho ne
Mahi jab jab dekha, rab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha rab dekha
Aaj yaar ke

Yaar nikhala jab
Maykhane se le ke mastiya
Jukh gayi uske
Samne bhi sab hastiya
Yaar nikhala jab
Maykhane se le ke mastiya
Jukh gayi uske
Samne bhi sab hastiya
Khol aankhe khol
Aankhe aji najara tab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha rab dekha
Aaj yaar ke

Parde aankho se hata
Ke jab yaar ko dekha
Meri mukhde kitab
Ko na jel saka
Parde aankho se
Hata ke jab yaar ko dekha
Meri mukhde kitab
Ko na jel saka
Us rab ne ji us rab ne
Ji jab naya rab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha rab dekha
Vo bhi dekha to, vo bhi
Dekha to yaar ke sabab dekha
Aaj yaar ke najaare
Yaaro rab dekha, rab dekha
Aaj yaar ke.

Aaj Yaar Ke Nazaare Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.