Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics

in

"Aakhir Woh Din Aaya Aaj" Song Details:

Movie: Dharti Mata (1938)
Singer(s):Pankaj Mullick
Lyricist(s):Pandit Sudarshan
Composer(s):Pankaj Mullick
Music Director(s):Pankaj Mullick
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Nitin Bose
Starring:K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi

Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics – Pankaj Mullick

lyricsbogie.com
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj aakhir
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mera haath aa kar pakda
Aaj mera haath aa kar pakda
Aap ghareeb nawaaz
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de
Tere ghar mein kya mushqil hai
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj.

Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.