Aankhon Mein Chanda Lyrics

in

"Aankhon Mein Chanda" Song Details:

Movie: Imaan Beimaan (1997)
Singer(s):Brinda Chakraborty, Suresh Wadkar
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Rajesh Roshan
Music Director(s):Rajesh Roshan
Genre(s):Kids
Director(s):Vinod Dewan
Music Label:© Saregama
Starring:Madhoo, Chunky Pandey, Abhishek Kapoor, Arun Govil, Kiran Kumar, Prem Chopra
Release on:1st January, 1997

Aankhon Mein Chanda Lyrics – Brinda Chakraborty, Suresh Wadkar

Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana

lyricsbogie.com
Mama yeh tera hai tera deewana
Mama yeh tera hai tera deewana
Chalo chale khele wahin khel purana

Jaise ki chanda sitaron mein ek hain
Mama humaara hazaron mein ek hain
Jaise ki chanda sitaron mein ek hain
Mama humaara hazaron mein ek hain
Duniya meri tu mera khazana
Duniya meri tu mera khazana
Pyaar mujhe sara hai tujhpe lutana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana

Chal teri gudiya ki shaadi kara doon
Pyaara sa dulha raja main laa doon
Chal teri gudiya ki shaadi kara doon
Pyaara sa dulha raja main laa doon
Jab gudiya ho pardesh rawaana
Jab gudiya ho pardesh rawaana
Tu apni gudiya ko bhul na jaana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana

Mama yeh tera hai tera deewana
Mama yeh tera hai tera deewana
Chalo chale khele wahin khel purana.

Aankhon Mein Chanda Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.