Aap Ka Pyaar Sar Aankhon Par Lyrics

in

"Aap Ka Pyaar Sar Aankhon Par" Song Details:

Movie: Sar Aankhon Par (1999)
Singer(s):Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s):Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s):Love
Director(s):Gyan Sahay
Music Label:© Ultra Music
Starring:Dilip Joshi, Shammi Kapoor, Asha Parekh, Mukul Dev, Ayesha Jhulka, Helen Brodie, Naveen Nischol, Moushmi Chatterjee, Gulshan Grover, Farida Jalal, Biswajeet, Renuka Shahane, Sharad Kapoor
Release on:1st January, 1999

Aap Ka Pyaar Sar Aankhon Par Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu

Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam

lyricsbogie.com
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par

Phool khile hain tere liye
Thandi si hawa jhoom ke chale
Hosh uddein hain tere liye
Ajeeb si agan dil mein jhale
Aaj ka mausam itana pyaar
Choom lunga badhake tujhe
Ye shararat tum na kar na
Lag raha hain dar samujhe
Tujhe paakar saara jahan mil gaya hain
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par

Koi nahi hain teri tarah
Mujh mein bhala aisa hain kyaa
Chhaya hain mujh pe tera nasha
Dil ka kasoor pyaar ki khatta
Pyaar mein tere haal bura hain
So na paaya main raat bhar
Chinna aaye jeeya na jaaye
Badhata jaaye dard jigar
Dhadkata hain ye dil tera naam lekar
Tu pehali tamann hain meri jaanam

Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par.

Aap Ka Pyaar Sar Aankhon Par Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.