Aap Ki Dushmani Kabool Lyrics

in

"Aap Ki Dushmani Kabool" Song Details:

Movie: Tadipaar (1993)
Singer(s):Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s):Sad
Director(s):Mahesh Bhatt
Music Label:© Tips Music
Starring:Sadashiv Amrapurkar, Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Juhi Chawla, Vikram Gokhale, Anupam Kher, Gulshan Grover, Avtar Gill, Tiku Talsania
Release on:17th December, 1993

Aap Ki Dushmani Kabool Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu

lyricsbogie.com
Aap ki dushmani kabool mujhe
Aap ki dushmani kabool mujhe
Aap ki dosti se darta hai
Aap ki dushmani kabool mujhe
Aap ki dushmani kabool mujhe
Aap ki dosti se darta hai

Aap jaise bhi hai sanam mere
Aap jaise bhi hai sanam mere
Main to bas aap hi pe marta hai
Aap ki dushmani kabool mujhe
Aap ki dosti se darta hai

Chaha kisko ye kisko pyar kiya
Maine bhi kispe etbar kiya
Chaha kisko ye kisko pyar kiya
Maine bhi kispe etbar kiya
Wada jinka diya tha jan dene ka
Ab irada hai jaan lene ka
Kitna majbur hu mai is dil se
Kitna majbur hu mai is dil se
Bewafa se wafa mai karta hu
Aap jaise bhi hai sanam mere
Aap jaise bhi hai sanam mere
Main to bas aap hi pe marta hu
Aapki dushmani kabool mujhe
Aapki dosti se darta hu

Kya kahu beraham ke bedardi
Aisi ummid aapse na thi
Kya kahu beraham ke bedardi
Aisi ummid aapse na thi
Aapne kar diya mujhe rushwa
Meri hasrat to janta hai khuda
Mujhko nakam mohabbat ki kasam
Mujhko nakam mohabbat ki kasam
Har ghadi sirf aah bharta hu
Aap jaise bhi hai sanam mere
Main to bas aap hi pe marta hu
Aap hi dushmani kabool mujhe
Aap hi dushmani kabool mujhe
Aapki dosti se darta hu.

Aap Ki Dushmani Kabool Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.