Aashiqon Ka Kaafila Lyrics

in

"Aashiqon Ka Kaafila" Song Details:

Movie: Sassi Punnu (1946)
Singer(s):G. M. Durrani, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Ishwar Chandra Kapoor
Composer(s):Govind Ram
Music Director(s):Govind Ram
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Jagatrai Pesumal Advani
Music Label:© Columbia Records
Starring:Jairaj, Geeta Nizami, E Billimoria, Gope, Bibbo, Majid, Yashodhar K

Aashiqon Ka Kaafila Lyrics – G. M. Durrani, Mohammed Rafi

Aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh mastiyon se khelta
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha

lyricsbogie.com
Badlo mein chand hai
Angdayia si le raha
Badlo mein chand hai
Angdayia si le raha
Paigam mastiyon ka hai
Sare jahan ko de raha
Paigam mastiyon ka hai
Sare jahan ko de raha
Sare jahan ko de raha
Sare jahan ko de raha
Do din ki yeh jawaniya
Do din ki yeh kahaniya
Do din ki yeh jawaniya
Do din ki yeh kahaniya
Do din ki yeh bahar hai
Wo sabko hai suna raha
Do din ki yeh bahar hai
Wo sabko hai suna raha
Aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh mastiyon se khelta

Yeh dil kyu bekarar hai
Yeh dil kyu bekarar hai
Husn ke garur mein
Yeh ishq ki dadar hai
Husn ke garur mein
Yeh ishq ki dadar hai
Yeh zindagi ke saz pe
Yeh zindagi ke saz pe
Yeh ras bhari awaaz main
Khuda se huma hai mangte
Hai kaun gunguna raha
Khuda se huma hai mangte
Hai kaun gunguna raha
Aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh aashiqon ka kaafila
Yeh mastiyon se khelta
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha
Ke yeh chaman hai gaa raha.

Aashiqon Ka Kaafila Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.