Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics

in

"Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar" Song Details:

Movie: Shaan (1980)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Playful
Director(s):Ramesh Sippy
Music Label:© Polydor
Starring:Sunil Dutt, Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha, Raakhee Gulzar, Parveen Babi, Bindiya Goswami, Kulbhushan Kharbanda
Release on:12th December, 1980

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics – Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

Kisne liyaa kisne diya kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Kisne diya kisne liyaa kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun.

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.