Aavo Sakhi Hum Gaayen Tarana Lyrics

in

"Aavo Sakhi Hum Gaayen Tarana" Song Details:

Movie: Zevarat (1949)
Singer(s):Hamida Banu, Shanta Kunwar
Lyricist(s):Habeeb Sarhadi
Composer(s):Hansraj Behl
Music Director(s):Hansraj Behl
Genre(s):Masti
Director(s):Habib Sarhadi
Music Label:© Saregama
Starring:Meena, Masood, Jayant

Aavo Sakhi Hum Gaayen Tarana Lyrics – Hamida Banu, Shanta Kunwar

Aavo sakhi hum gaayen tarana
Gaayen tarana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Aao sakhi hum gaye tarana
Gaayen tarana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana

Hai chand sa mukhda tera
Nahi najar na lag jaye
Kaliyo si jawani teri
Aur patli kamar hai
Zulfe hai nagan chehra gulabi
Aankhe hai masti ka paymana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana

lyricsbogie.com
Tumhe kitna pukare zamana
Yahi hai yahi hai
Isne jo chalaye dil pe
Dil tadpaye aag lagaye
Kam hai iska muskana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana

Tere teer e nazar ka jakhmi
Haye sine na paye
Teri nazro se najar milake
Haye chain na aaye
Kaisi hai nazar nazar
Khwabo se nazre hui milana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Aavo sakhi hum gaayen tarana
Gaayen tarana
Na sakhi na zaalim hai zamana
Na sakhi na zaalim hai zamana.

Aavo Sakhi Hum Gaayen Tarana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.