Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics

in

"Aaya Mausam Dosti Ka" Song Details:

Movie: Maine Pyar Kiya (1989)
Singer(s):Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lyricist(s):Asad Bhopali
Composer(s):Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director(s):Raamlaxman (Vijay Patil)
Genre(s):Friendship
Director(s):Sooraj R. Barjatya
Music Label:© Saregama
Starring:Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath, Reema Lagoo, Ajit Vachani, Harish Patel, Deep Dhillon, Dilip Joshi
Release on:29th December, 1989

Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics – Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

Tum ladki ho main ladka hoon
Tum aai to sach kaheta hoon
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka
Main ladki hoon tum ladke ho
Yuh lagta hai jab milte ho
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka

La la la la laa  laa
La la la la laa  laa
Jaane kyu lagta hai
Meri tumhari pehle se pehchaan hai
Jaane kyu lagta hai
Meri tumhari pehle se pehchaan hai
Tum maan itna
Jo de rahe ho
Mujhpe yeh ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein chodo
Aao humse naata jodo
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka

lyricsbogie.com
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki katar
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki katar
Ari deewani na kar naadani haye dhaiya
Teri baatein hain, badi toofani acha
Nahin yeh mausam dillagi ka are re
Nahin yeh mausam khud khushi ka

Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Is dosti ko kya naam de hum
Yeh baat kuch aur hai
Deewana pan keh sakte ho
Dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka.

Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.