Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Lyrics

in

"Aayi Jawaani Jiya Lehrayein" Song Details:

Movie: Bahen (1941)
Singer(s):Nalini Jaywant, Sheikh Mukhtar
Lyricist(s):Safdar Aah
Composer(s):Anil Krishna Biswas
Music Director(s):Anil Krishna Biswas
Genre(s):Playful
Director(s):Mehboob Khan
Music Label:© Twin Records
Starring:Sheikh Mukhtar, Nalini Jaywant, Harish, Kanhaiyalal, Husn Banu, Swaroop Rani, Shahzadi, Ramakrishna Choube, Meena Kumari, Bhudo Advani, Agashe, Iqbal

Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Lyrics – Nalini Jaywant, Sheikh Mukhtar

lyricsbogie.com
Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein
Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Haye o mora jiya lalchaye
Haye o mora jiya lalchaye
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Sundar sawanva mere man bhaye
Sundar sawanva mere man bhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein.

Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.