Abke Barasa Yun Saawan Barsa Lyrics

in

Abke Barasa Yun Saawan Barsa Lyrics: This Ghazal song is recorded by Attaullah Khan Esakhelvi from album Haal Mera Puchhne Woh…. The music of “Abke Barasa Yun Saawan Barsa” song is composed by Attaullah Khan Esakhelvi, while the lyrics are penned by Attaullah Khan Esakhelvi.

"Abke Barasa Yun Saawan Barsa" Song Details:

Album/Label: Haal Mera Puchhne Woh...
Singer(s):Attaullah Khan Esakhelvi
Lyricist(s):Attaullah Khan Esakhelvi
Composer(s):Attaullah Khan Esakhelvi
Music Director(s):Attaullah Khan Esakhelvi
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Tips Music
Starring:Attaullah Khan

Abke Barasa Yun Saawan Barsa Lyrics – Attaullah Khan Esakhelvi

Bansuri mein aur mujh mein
Fark kuchh nahi baba
Zakhm uske seene par
Zakhm mere seene mein
Zakhm paake woh bhi khush
Zakhm paake main bhi khush
Woh bhi geet gaati hai
Main bhi gungunata hoon
Zakhm dene walo par
Woh bhi muskurati hai
Main bhi muskurata hoon

Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Beete zamane yaad aaye
Beete zamane yaad aaye

Koyal ki aawaz suni to
Koyal ki aawaz suni to
Geet puraane yaad aaye
Geet puraane yaad aaye
Geet puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

Ashqo ke sailaab mein jaise
Aaj kahin dil dub gaya
Ashqo ke sailaab mein jaise
Aaj kahin dil dub gaya
Aankhe tut ke barsi hai jo
Aankhe tut ke barsi hai jo
Khaab suhaane yaad aaye
Khaab suhaane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

Khushiyon se bezaar huaa dil
Khub ghamo ke mele hai
Khushiyon se bezaar huaa dil
Khub ghamo ke mele hai
Dekh ke haalat apne ghar ki
Dekh ke haalat apne ghar ki
Sab viraane yaad aaye
Sab viraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

lyricsbogie.com
Koan kisi ke pyaar ko samje
Aalam hawas parasti ka
Koan kisi ke pyaar ko samje
Aalam hawas parasti ka
Jo mitt gaye the pyaar ki khatir
Jo mitt gaye the pyaar ki khatir
Log puraane yaad aaye
Log puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

Jaam chhalakte nain the unke
Hum bhi kuchh pee lete the
Jaam chhalakte nain the unke
Hum bhi kuchh pee lete the
Dil machla hai aaj to saqi
Dil machla hai aaj to saqi
Woh paimaane yaad aaye
Woh paimaane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

Shab bhar josh
Mein shamma jali aur
Sab ko jala ke raakh kiya
Shab bhar josh
Mein shamma jali aur
Sab ko jala ke raakh kiya
Aakhri dam tak seher huyi to
Aakhri dam tak seher huyi to
Phir parwane yaad aaye
Phir parwane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun

Waqt ka suraj maang pade to
Saaye saath nahi deta
Waqt ka suraj maang pade to
Saaye saath nahi deta
Huye bashir woh tanha to phir
Huye bashir woh tanha to phir
Hum deewane yaad aaye
Hum deewane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Beete zamane yaad aaye
Beete zamane yaad aaye

Koyal ki aawaz suni to
Koyal ki aawaz suni to
Geet puraane yaad aaye
Geet puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa.

Abke Barasa Yun Saawan Barsa Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *