Ahal E Dil Lyrics

in

"Ahal E Dil" Song Details:

Movie: Dard: Conflict Of Emotions (1981)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Naqsh Lyallpuri
Composer(s):Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s):Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s):Love
Director(s):Ambrish Sangal
Music Label:© Saregama
Starring:Rajesh Khanna, Hema Malini, Poonam Dhillon
Release on:14th August, 1981

Ahal E Dil Lyrics – Lata Mangeshkar

Ahal e dil yu bhi nibha lete hain
Ahal e dil yu bhi nibha lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Ahal e dil yu bhi nibha lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain

lyricsbogie.com
Dil ki mehfil mein ujalo key liye
Dil ki mehfil mein ujalo key liye
Yad ki shama jala lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain

Jalate mausam mein bhi yeh diwane
Jalate mausam mein bhi yeh diwane
Kuchh hasin phool khila lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Apni aankho ko banakar yeh juban
Apni aankho ko banakar yeh juban
Kitne afasane suna lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain

Jinko jina hai mohabbat key liye
Jinko jina hai mohabbat key liye
Apni hasti ko mita lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Ahal e dil yun bhi nibha lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain
Dard sine mein chhupa lete hain.

Ahal E Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.