Ambwa Tale Lyrics

in

"Ambwa Tale" Song Details:

TV Show: Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014)
Singer(s):Humera Channa, Javed Bashir
Composer(s):Strings (Band)
Music Director(s):Strings (Band)
Genre(s):Ghazal, Romantic
Director(s):Rohail Hyatt
Starring:Abbas Ali Khan, Abida Parveen, Abrarul Haq, Akhtar Chanal Zahri, Fariha Pervez, Humaira Channa, Javed Bashir, Jawad Ahmed, Komal Rizvi, Meesha Shafi, Rahma Ali, Rahat Fateh Ali Khan, Sajjad Ali, Ustad Rais Khan, Zohaib Hassan, Zoe Viccaji, Ustaad Tafu Khan, Jimmy Khan, Asrar Shah, Usman Riaz, Momin Durrani, Naseer & Shahab, Niazi Brothers, Sara Haider
Release on:21st September, 2014

Ambwa Tale Lyrics – Humera Channa, Javed Bashir

Aye ri sakhi
More saiyaan ghar aaye
More saiyaan ghar aaye
Aye ri sakhi
More saiyaan ghar aaye
More saiyaan ghar aaye
Bhaag lage more aangan ko
Apne piya ki main dekh sooratiya
Haar gayi main tan man ko
Haar gayi main to tan man ko

Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa

Apne mahalwa maan
Gudiya khelat thi
Saiyaan ke aye kahaar re
Apne mahalwa maan
Gudiya khelat thi
Saiyaan ke aye kahaar re
He ri sakhi gudiya
Khilne nah paayi
He ri sakhi gudiya
Khilne nah paayi
Saiyaan ne bheje kahaar re

Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa

Main daasi hoon
Preet ki pyaasi
Ho main daasi hoon
Preet ki pyaasi
Preet ki pyaasi
Saiyaan ke gun gaaoon
Main to sakhiyo
Bal bal jaaoon
Main to sakhiyo
Bal bal jaaoon
Main to sakhiyo
Bal bal jaaoon

lyricsbogie.com
Apne mahalwa maan
Jhoola jhulat thi
Saiyaan ke
Aaye kahaar re
Apne mahalwa maan
Jhoola jhulat thi
Saiyaan ke aaye
Kahaar re
He ri sakhi jhoola
Jhulne nah paayi
Nanhi nanhi parat
Phuhaar re

Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki
Bahaar re
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re

Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa
Aayi saawan ki bahaar re
Ambwa ambwa
Ambwa tale dola
Rakh de niharwa niharwa
Dola rakh de niharwa dola
Dola rakh de niharwa
Ambwa tale dola.

Ambwa Tale Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.